Yun na kheench apni taraf mujhe yun bebas karke..
Ke khudse bhi bichhar jaau aur tu bhi na mile..
Ke khudse bhi bichhar jaau aur tu bhi na mile..
Sazaa yeh hai ki aankho se chheen li hai usne ninde..Khataa yeh thi k uske saath jeene k khwaab dekhe the..
chalo mana k hame pyaar ka izhaar karna nahi aata....
naadan toh tum b nahi k jazbaat samaj na sako....
naadan toh tum b nahi k jazbaat samaj na sako....
wow...awesome
ReplyDelete